Pali hill se lagbhag 4 km door bandra station ke west par ek pool hai. pehle isew anhmedabaad road ke naam se jana jata tha paR ABB ISE western highway kaa naam de diya gaya hai.
jab samundar kaa paani behkar yahan andar aata hai toh oose bandra kii khadi kaha jata hai. yahin western aur central railway kii harbour line kii patrion par yeh pool bana hai.yahan roz lagbhag pool ke paas neeche kii oor ek vehicle gira milta hai.
durghatnagrast hue sabhie chalane walon kaa ek saa bayan hai kii door se tih kuch bhi dikhai nahin padta hai lekin pool par aate hi ek safedposh aadmi pool paar karta dikhai padta hai.jab pilot oose bachane kii koshish kaRTA HAI toh stering par se uske control hat jata hai.aaj bhi yeh silsila jaari hai aur vehicles neeche aakar girte hain. lekin kamal kii baat yeh hai kii aaj tak ek bhi insaan hurt nahin hua aur naa hi vehicle ko kuch gamage hota hai.
oos safedposh manav kaa kya raaz hai aur uske paas pahunchte hi pilot apne vehicle par se control kyun khi baith hai, yeh abb tak kisi ko nahin pata.